Sunday, November 1, 2009

SRK’s most popular dialogues

Be it 'Devdas' or 'Kuch Kuch Hota Hai'... punchy one- liners and thought provoking dialogues have been an important part of Shah Rukh Khan's movies. We have compiled a list of some such SRK dialogues that have been scripted on our minds forever. Flip on and enjoy the dialogues from some of Shah Rukh's most popular films. You are welcome to add to this list.

Devdas 

"Babuji ne kaha gaon chhodh do, sub ne kaha paro ko chhodh do, paro ne kaha sharab chhodh do...aaj tum keh rehe ho yeh haweli chhodh do...eik din ayega jab woh kahega duniya hi chhodh do... " 

"Kaun Kambakht Bardasht karne ke liye peeta hai... main to isi liye peeta hoon ke hosh main na reh saku..." 

"Kitney aasani se ginwa diya ki tumhe har pal meri yaad aati thi, magar yeh kabhi nahi socha ki un palo mein beeta toh main hi tha... diya tum jalati thi lekin us mein jalta toh mein hi tha..."

"Picture abhi baaki hai mere dost" 

"Itni shiddat se maine tumhe paane ki koshish ki hai 
ki har zarre ne mujhe tumse milane ki koshish ki hai.... 
kehte hai agar kisi cheez ko dil se chaaho 
toh poori kaynath tumhein usse milane ki koshish mein 
lag jaati hai...aap sabne mujhe meri chahat se mila diya... 

"Agar kisi cheez ko puri shiddat se chaho,,,toh puri kayanaat usse aapse milvane par majboor ho jaati hai"

Dilwale Dulhaniya Le Jayenge: "Koi baat nahi Senoreeta... bade bade deshon mein... aisi choti choti batein... hoti rehti hai" 

Baazigar: "Kabhi Kabhi Kuch Jeetne Ke Liya Kuch Haar Na Parta Hai, Aur Haar Ke Jeetne Wale Ko Baazigar Kehte Hain" 

Darr: "Tum hi mera pagalpan ho tum hi mera junoon hoo i love u k k k k kiran."

Kal Ho Naa Ho: "Aaj..... Aaj ek Haseen aur baant loon.... Aaj ek Dua aur mang loon....Aaj ek aansoo aur pee loon... Aaj ek Zindagi aur ji loon...Aaj ek Sapna aur dekh loon.....Aaj..... Kya pata Kal Ho Naa Ho!!!" 

Kuch Kuch Hota Hai: "Hum ek baar jite hain, ek baar marte hain, shaadi bhi ek baar hoti hai, aur pyar....ek hi baar hota hai" 

Mohabbatein: "Pyaar zindagi ki tarah hota hai, Jiska her morr aasan nahi hota, Her raste per khushi nahi milti, Per jab hum zindagi ka saath nahin chhodte, To hum pyaar karna kyon chhodein..."

Kabhi Khushi Kabhie Gham: "Zindagi mein kuch banna ho, Kuch hasil karna ho, Kuch jeetna ho, To hamesha apne dil ki suno, Aur agar dil se bhi koi jawaab na aaye ... To apni aankhein band karke apni Maa aur Baba ka naam lo ... Phir dekhna tum her manzil paa sakoge, Her mushkil aasan ho jayegi, Jeet tumhari hogi ..... Sirf tumhari..." 

Dil To Pagal Hai: "Rahul, naam to suna hoga" 

Don: "Don ke dushman ki sabse badi galti hai.... ki woh don ka dushman hai"

Source: TimesofIndia
http://shahrukhkhanz.blogspot.com


No comments:

Post a Comment